Khatu Shyam

Khatu Shyam Ji Bhajan

Khatu Shyam ji ke bhajan 

Khatu shyam ji ke bhakto ke liye khatu shyam ki ke bhajan ke lyrics. ap sabhi yaha se khadu shyam ji ke 5  top bhajan ke lyrics ko padh kr gaa skte hai  or lyrics ka mtlb ache se samjh skte hai

1. Lagan Tumse Laga Baithe Jo Hoga Dekha Jayega || लगन तुमसे लगा बैठे जो होगा देखा जाएगा

Lagan tumse laga baithe, jo hoga dekha jayega,
Baithe jo hoga dekha jayega, tumse laga
Lagan tumse laga baithe, jo hoga dekha jayega.

Kabhi duniya se darte the, chhup chhup yaad karte the,
Lo ab parda utha baithe, jo hoga dekha jayega.

Lagan tumse laga baithe, jo hoga dekha jayega.
Kabhi yeh khyaal tha duniya, humein badnami kar de,
Lo ab parda utha baithe, jo hoga dekha jayega.

Lagan tumse laga baithe, jo hoga dekha jayega.


2. Ringas Ke Us Mod Pe, Le Aaja Khatto Wale || रींगस के उस मोड़ पे लेने आजा खाटू वाले लिरिक्स

Aagaya main duniya daari, saari baba chhod ke,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.

Haar gaya main is duniya se, ab to mujhko tham le,
Kaha mujhe kisi Shyam bhakt ne, baba ka tu naam le,
Apne paraaye chhod gaye sab, dil mera ye tod ke,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.

Teen baan ke kalaadhari, kala mujhe bhi dikha de tu,
Jaise darshan sabko deta, waise mujhe kara de tu,
Ab main khada hoon dwar tumhare, dono haath jod ke,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.

Main na jaano pooja archana, tujhe apna maan liya,
Tu hi daulat tu hi shauharat, itna baba jaan liya,
Apna bana le is Mittal ko, dil ko dil se jod ke,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.

Mujhko hai vishwas mujhe tu, ik din baba taarega,
Tujh pe bharosa karne wala, jag mein kabhi na haarega,
Jinpe kiya bharosa maine, chhod gaye wo raaste pe,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.

Aagaya main duniya daari, saari baba chhod ke,
Le aaja Khatto wale, Ringas ke us mod pe.


3. Dakiya Ja Re Shyam Ne Sandesho Dije || डाकिया जा रे श्याम ने संदेशो दीजे लिरिक्स 

Dakiya ja re, Shyam ne sandesh keh dije,
Bhakt thare darshan de, waise, Dakiya ja re.

(Seht Dakiya se) Kun se gaon tharo Shyam basyo hai,
Itna maane bata de, sevak re,
Gar tere paas hai koi nishani,
Maane tu dikhla de, kaiya jaanunga pehchan, main hoon chhoro anjaan,
Kaiya Shyam syu ho si milan, Dakiya ja re.

(Seht Dakiya se) Khatto mein hai Shyam ji ka mandir,
Shikhar dhwaja lahrave, Dakiya o,
Dyohdi par Hanuman biraje, sevak chhambar dhulave,
Waan ke naubat baaje dwar, Goonje har daam Jai Jai Kaar,
Sajdhaj baithyo hai Shyam sajan, Dakiya ja re.

Pahuch gayo darbar Shyam ke, bolan lago sandesh,
Baba o, ban baithyo kad Shyam deewano,
Kuch na rahyo andesha, aankhalya su barsi dhaar,
Jaiya saawan ki fuhar, dekh Sawariya bolyo yo vachan,
Dakiya ja re.

(Baba Dakiya se) Keh dije tu jaaye sevak ne,
Tero bulaavo aasi, sevak re,
Sabki aasha purau hoon to, tu kaiya rahe paasi,
Teri saari jaano baat, poori karseyu mann ki aasa,
Par badha mere kaani kadam, Dakiya ja re.

Chitthi aayi hai, chitthi aayi hai,
Chitthi aayi hai Khatto se,
Chitthi aayi hai, bade dino ke baad,
Mere Shyam Dhani ko aaj, bhakt ki yaad sataayi hai,
Chitthi aayi hai, chitthi aayi hai.

(Seht Dakiya se) Sun sandesh Sawariya ko,
Mando ghano harshaayo, Baba o,
Bandh gaya paav mein ghunghriya sa,
Mann ko moriyo gaayo,
Mhaaro Shyam bado dildar,
Ho jao levan ne tayar,
Mahima gaave hai Kamal-Kishan, Dakiya ja re.

Dakiya ja re, Shyam ne sandesh keh dije,
Bhakt thare darshan de, waise, Dakiya ja re.


4. Hara Hu Baba Par Tujhpe Bharosa Hai  || हारा हूँ बाबा पर तुझपे भरोसा है लिरिक्स 

Hara hoon baba par tujhpe bharosa hai,
Jeetunga ek din mera dil ye kehta hai,
Mere maanjhi ban jao meri naav chala jao,
Bete ko Baba Shyam gale laga jao,
Hara hoon baba par tujhpe bharosa hai.

Maine suna hai tu dukhde mitaata,
Bin bole bhakton ki bigdi banaata,
Milta na kinara hai na koi aur sahaara hai,
Hara hoon baba par tujhpe bharosa hai.

Tumse hi jeevan mera o mere baba,
Kaise chalega samajh na aata,
Tum dheer bandhaate ho to saansen chalti hain,
Mujhe samajh na aata hai meri kya galti hai,
Hara hoon baba par tujhpe bharosa hai.

Parivaar mera tere gun hai jaata,
Doshi to main hoon unhe kyun sataata,
Unko bhi bharosa hai tune paala posa hai,
Hara hoon baba par tujhpe bharosa hai.


5. Mera Baba Rang Rangila Mein To Naachungi || मेरा बाबा रंग रंगीला मैं तो नाचूंगी 

Yoon to mere Khatto wale ne, sabki hi kismat sanwaari,
Par mujhko lagta hai aisa, mujh pe to kripa hai bhaari,
Gun tera gaaun tujhe rizaaoon, taali bajaoon, sabko bataaoon,
Main to naachungi main to naachungi, haan main to naachungi.

Mera Baba rang rangila, main to naachungi,
Mera Baba bada sajeela, main to naachungi,
Dar tere aake jyot jalake sabko bulaake haath uthake,
Main to naachungi haan main to naachungi, ji naachungi ji naachungi,
Mera Baba rang rangila, main to naachungi.

Yoon to mere Khatto wale ne, sabki hi kismat sanwaari,
Par mujhko lagta hai aisa, mujh pe to kripa hai bhaari,
Tumne diya hai maine liya hai, tera shukriya hai tera shukriya hai,
Main to naachungi haan main to naachungi, ji naachungi ji naachungi,
Mera Baba rang rangila, main to naachungi.

Jeevan mein apne maza hai, maange to kya ginni maange,
Aisa bhi kya ab bacha hai, ek sahaara Shyam hamara,
Maine pukaara tune pukaara, main to naachungi main to naachungi,
Ji naachungi ji naachungi, Mera Baba rang rangila, main to naachungi.

 

Translate »